Wo Pehle Jaise Baat Nhi...


sabne kaha tumme pehle jaise baat nahi ??
maine kaha zindagi mein uska saath nahi..


 sabne kaha ab bhe kisse ke ankho me doob sakte ho ??
maine kaha ab kise ankh mein wo baat nahi....


sab ne kaha kyu itna toot kar chaha usse????
maine kaha insaan hun patthar nahi.....
sabne kaha bewfaa hai wo ????
mine kaha mujhe ab wafa ke talaash nahi.....


sab ne kaha bhool jaa usse?
maine kaha wo haqeeqat hai koi khwaab nahi...

1 comment: